Wazifa For Job Ya Wahabo Ya Razaqoo Wazifa For Rizq Asma Ul Husna Wazaif Allah Pak K Name Key Wazaif
نوکری رزق میں برکت رزق میں اضافہ کا لاجواب وظیفہ
Ya Razzaqo - یا رزّاقُ کے وظائف
Jo shaksh subah ki namaz sy pahly ghar k charon (4) knonon main Isme Mubarak Ya Razzaqo 10 bar parh ka phnk mary ga Insha-Allah Rizaq main azafa ho ga. Parhny ka aghaz dahhny ( right side) traf sy kary.
2: Agr koi shaksh fajar ki sunton aor farz k dtmiyan 500 martaba Ya Razzaqo parhy ga Insha-Allah jald dolatmand bany ga. Namaz ba-jamat ada krni lazmi ha. Awal Akhir 11 bar Darood pak lazmi parhain
3: Agar koi shaksh har namaz k baad 100 martaba parhy ga asan rizq pay ga Insha-Allah
Ya Wahabo - یاوھّابُ کے وظائف
1: jo shaksh Isme Mubarak Ya Wahabo ko 1414 martaba baad Namaz e Isha parhy ga usko asan rizq mily ga. Rizaq main bark naseeb ho gi. Agar berozgar parhy ga to Insha-Allah acha rozgar mily ga. Agar koi businessman parhy ga to business main success mily gi. Agar koi shaksh rozi k liy praishan ho to es isam mubarak ka wird kary Insha-Allah dolatmand aor ghani bany ga

0 coment�rios: